Thukra kay us nay kaha mjhy ab muskora bhi do
Thukra kay us nay kaha mjhy ab muskora bhi do, Thukra kay us nay kaha mjhy ab muskora bhi do, Main hans di, Akhir sawal us ki khushi ka tha…
Thukra kay us nay kaha mjhy ab muskora bhi do, Thukra kay us nay kaha mjhy ab muskora bhi do, Main hans di, Akhir sawal us ki khushi ka tha…
Ana ka mamla darpaish tha magr haqeeqat main.. Ana ka mamla darpaish tha magr haqeeqat main.. Usy mri, mjhy us ki zarorat mehsos hti hain….
Khawab ankhon say gae nind rato say gai, Khawab ankhon say gae nind rato say gai, Vo gae to laga zindagi hatho say gai…..
Tery milny ka guman tery na milny ki khalish Tery milny ka guman tery na milny ki khalish Waqt guzry ga to yay zakhm bhi bhar jae ga..
Mujh say bichre arsa beta Mujh say bichre arsa beta Ab vo kis say lrta hoga
Hum nay kud say bhi chupaya or sary shahr ko Hum nay kud say bhi chupaya or sary shahr ko Tery jany ki khabr dewar -o- dar karty rae
Sikandar khush nahi loot kr Dolat zamany ki Sikandar khush nahi loot kr Dolat zamany ki, Luta kr sb kuch Qalandar Raqs krta hai..
Btain kya tmhy yaro, kahan thehry kahan phnchy Btain kya tmhy yaro, kahan thehry kahan phnchy, Hazaron dastanain hain safar k sath wabasta..
Bandagi ka meri andaaz juda hota ha Bandagi ka meri andaaz juda hota ha, Mera Kaaba mery Sajdon m chupa hota ha,,
Barish aur Muhabbat dono hi bht Yadgar hoty hain Barish aur Muhabbat dono hi bht Yadgar hoty hain, Farq sirf itna hai, Barish m jism Bheeg jata ha aur Muhabbat m ankhain..