Ap kyu rehty hain mjh saisa Gunahgar k sath
Ap kyu rehty hain mjh saisa Gunahgar k sath Ap kyu rehty hain mjh saisa Gunahgar k sath, Kon sa Rishta h Girti hui dewar k sath..
Ap kyu rehty hain mjh saisa Gunahgar k sath Ap kyu rehty hain mjh saisa Gunahgar k sath, Kon sa Rishta h Girti hui dewar k sath..
Kary safar ka Thaka Musafir thaka aisa k so gya hai Kary safar ka Thaka Musafir thaka aisa k so gya hai, Khud apni ankhen tw band hain har ankh lekin Bhigo gya hai..
Khushbu tw sans lena ko thehri Raah main Khushbu tw sans lena ko thehri Raah main, Hum bad-guman aisa k ghr ko palat gye..
Khayal Tark-e-Muhabat baja sahi lekin Khayal Tark-e-Muhabat baja sahi lekin, Hui na yun b humari Guzzar tw kya hoga..
Jalwon ki Sazishon ko na rakho Hijab main Jalwon ki Sazishon ko na rakho Hijab main, Ye Bijlian hain ruk na sakain gi Naqab main..
Phir yohn howa ke rasty yakja na hosky… Phir yohn howa ke rasty yakja na hosky… Vo bhi ana parast thy main bhi ana parast…
Tum pas nai to ajab hal han dil ka Tum pas nai to ajab hal han dil ka Yoh jasy kuch rakh ke main kahi bhool gai ho..
Guftgo un say roz hti hai.. Guftgo un say roz hti hai.. Mudaton samana nai hotaa…
Hijar ki talkhi zahar han jana.. Hijar ki talkhi zahar han jana.. Kuch methi batian bhjo na…
Maine khoya vo jo mra tha hi nai.. Maine khoya vo jo mra tha hi nai.. us nay khoya vo jo sirf usi ka tha..