Nahi khail ae daag yaron sa keh do
Nahi khail ae daag yaron sa keh do Nahi khail ae daag yaron sa keh do, K ati hai urdu Zuban aty aty..
Nahi khail ae daag yaron sa keh do Nahi khail ae daag yaron sa keh do, K ati hai urdu Zuban aty aty..
Sham b th Dhuan Dhuan, Husan b tha udas udas Sham b th Dhuan Dhuan, Husan b tha udas udas, Dil ko kayi kahaniyan yaad C aa k reh gai..
Aik nam kya likha tere Sahil ki rait per Aik nam kya likha tere Sahil ki rait per, Phr umar bhar meri hawa sa dushamni rahi..
Had sa bhr k jo ilm to hai jahl dosto Had sa bhr k jo ilm to hai jahl dosto, Sab kuch jo janty hain wo kuch janty nai..
Jis khet sa dehqaan ko mayasar nahi Rozi Jis khet sa dehqaan ko mayasar nahi Rozi, Us khet k har Khosa-e-Gandum ko jala do..
Aj phr maan mjh mary gi bohat ronay pr Aj phr maan mjh mary gi bohat ronay pr,, Aj phr gaon m aya h koi kholny wala…
Ishq h ye ishq ye Mazaq nahi Ishq h ye ishq ye Mazaq nahi, Chand lamhon m faisla na kro..
Dil p aye hua Ilzam sa pehchanty hain Dil p aye hua Ilzam sa pehchanty hain, Log ab mjh ko tery nam sa pehchanty hain..
Nasha pila k girana to sab ko ata ha Nasha pila k girana to sab ko ata ha, Maza to tb h k girton ko tham ly saqi..
Ab bhi aik Umar per jeena ka na andaaz aya Ab bhi aik Umar per jeena ka na andaaz aya, Zindagi Chor dy pecha mera m baaz aya..