Sikandar khush nahi loot kr Dolat zamany ki
Sikandar khush nahi loot kr Dolat zamany ki Sikandar khush nahi loot kr Dolat zamany ki, Luta kr sb kuch Qalandar Raqs krta hai..
Sikandar khush nahi loot kr Dolat zamany ki Sikandar khush nahi loot kr Dolat zamany ki, Luta kr sb kuch Qalandar Raqs krta hai..
Btain kya tmhy yaro, kahan thehry kahan phnchy Btain kya tmhy yaro, kahan thehry kahan phnchy, Hazaron dastanain hain safar k sath wabasta..
Bandagi ka meri andaaz juda hota ha Bandagi ka meri andaaz juda hota ha, Mera Kaaba mery Sajdon m chupa hota ha,,
Barish aur Muhabbat dono hi bht Yadgar hoty hain Barish aur Muhabbat dono hi bht Yadgar hoty hain, Farq sirf itna hai, Barish m jism Bheeg jata ha aur Muhabbat m ankhain..
Kya rog dy gai hai ye Naye Mousam ki barish Kya rog dy gai hai ye Naye Mousam ki barish, Mjh yad aa rhy hain Mjh bhool jany waly..
Teri Qurbat bhi Nahi h Muyasar Teri Qurbat bhi Nahi h Muyasar, Aur din b barishon k aa gy hain..
Tjh ko pany ki Arzu krna Tjh ko pany ki Arzu krna, Aandhiyon m diya jalana tha..
Jis k naseeb main hun Zamany ki Thokrain Jis k naseeb main hun Zamany ki Thokrain, Us badnaseeb sy na Saharon ki bat kr..
Khaak thi aur Jism-o-Jan kehty rahy Khaak thi aur Jism-o-Jan kehty rahy, Channd Enton ko Makan kehty rhy..
Mjh sa koi jahan m nadaan bhi na ho Mjh sa koi jahan m nadaan bhi na ho, Kr k jo Ishq kehta hai Nuqsaan b na ho..