Husan walo ko kya xarorat han sanwarny ki
Husan walo ko kya xarorat han sanwarny ki Husan walo ko kya xarorat han sanwarny ki Vo to sadgi m bhi qayamat ki ada rakhty han..!!!
Husan walo ko kya xarorat han sanwarny ki Husan walo ko kya xarorat han sanwarny ki Vo to sadgi m bhi qayamat ki ada rakhty han..!!!
Peety thy jis k sath vo saqi bara haseen tha… Peety thy jis k sath vo saqi bara haseen tha… Aadi bana k zalim nay Maekhana badal liya…!!!
Ab jo khoon daman m gira han to shikayat kasi Ab jo khoon daman m gira han to shikayat kasi Main na khta tha mjhy door say maro pathar…
Kuch bhi dikhta nai tmhry siwa Kuch bhi dikhta nai tmhry siwa Aur tm hi nazar nai aty…
Mojza-e- Ishq kahun to kya kahu Mojza-e- Ishq kahun to kya kahu Hijar-e-Yar ne kiya zaeef ek jawan ko…
M tera zarf dakhta raho ga M tera zarf dakhta raho ga Tu meri khak ka tamsha kar..
Is qabily main koi ishq say waqif hi nai Is qabily main koi ishq say waqif hi nai Log hansty han mera chak giraban par…
Sakon day na saki rahatian zamnay ki Sakon day na saki rahatian zamnay ki Jo nind ae tery gham ki chachon m ae
Tujh ko nikal kar dakha han Tujh ko nikal kar dakha han Mery andar kuch nai bachta..
Mohbat krny walay bht nadan hty han Mohbat krny walay bht nadan hty han Hasil kuch nai hta magar badnam hty han…