Koi sawal jo poochy to kya kaho usy
Koi sawal jo poochy to kya kaho usy Koi sawal jo poochy to kya kaho usy Bicharny wala sabab to bata judai ka…
Koi sawal jo poochy to kya kaho usy Koi sawal jo poochy to kya kaho usy Bicharny wala sabab to bata judai ka…
Zawal yay han k tera sath nahi… Zawal yay han k tera sath nahi… Kamal yay han k jeee raha ho…
yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. Jo gaya vo phir na aya meri bat man jao….
To dill pe bojh lay k mulaqat ko na ao, To dill pe bojh lay k mulaqat ko na ao, Milna han is tarha to bhicharna qabol han…
Hijar ki ad main chup chap jaly thy do dill Hijar ki ad main chup chap jaly thy do dill Kuch qasoor is m meri jan mery halat ka tha…
Yun phir raha han kanch ka peikar liye hoye Yun phir raha han kanch ka peikar liye hoye Ghafil ko guman han key pathar na ae ga…
Yay itefaq han sab rah ki musafat key Yay itefaq han sab rah ki musafat key chalay kesi key lye ja milay kesi k sath..
Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Mjhy yun lga k to aj bhi mery pass han….
Yahi bohat han k to nay palat kay dkah lia Yahi bohat han k to nay palat kay dkah lia Ye lutf bhi meri umeed se zaida han,,,,,
Mehrban ho kar bula lo mjhy chaho jis wqt, Mehrban ho kar bula lo mjhy chaho jis wqt, Main agaya wqt naihum key phr a bhi na sakon