Yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han..
yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. Jo gaya vo phir na aya meri bat man jao….
yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. Jo gaya vo phir na aya meri bat man jao….
To dill pe bojh lay k mulaqat ko na ao, To dill pe bojh lay k mulaqat ko na ao, Milna han is tarha to bhicharna qabol han…
Ye theek han nahi marta koi judai main Ye theek han nahi marta koi judai main Khuda kisi ko kisi say magar juda na karian…
Yun phir raha han kanch ka peikar liye hoye Yun phir raha han kanch ka peikar liye hoye Ghafil ko guman han key pathar na ae ga…
Yay itefaq han sab rah ki musafat key Yay itefaq han sab rah ki musafat key chalay kesi key lye ja milay kesi k sath..
Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Mjhy yun lga k to aj bhi mery pass han….
Mehrban ho kar bula lo mjhy chaho jis wqt, Mehrban ho kar bula lo mjhy chaho jis wqt, Main agaya wqt naihum key phr a bhi na sakon
Aik din vo mil gae thy sare-e- rahguzar kahi… Aik din vo mil gae thy sare-e- rahguzar kahi… Phir dil nay beth ny na diya umar bhar kahi..
Yahi han na tumian mjsay bichar jany ki jaldi han… Yahi han na tumian mjsay bichar jany ki jaldi han… kabhi milna tmhry masly ka hal nikalaingy..
Ye Mizaj Han apna isi ka dil na dukhay Ye Mizaj Han apna isi ka dil na dukhay Judai ko bhi chaha han qurbaton ki tarha….