Bari dair tak qurbatun ka guman raha…
Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Mjhy yun lga k to aj bhi mery pass han….
Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Mjhy yun lga k to aj bhi mery pass han….
Yahi bohat han k to nay palat kay dkah lia Yahi bohat han k to nay palat kay dkah lia Ye lutf bhi meri umeed se zaida han,,,,,
Mehrban ho kar bula lo mjhy chaho jis wqt, Mehrban ho kar bula lo mjhy chaho jis wqt, Main agaya wqt naihum key phr a bhi na sakon
Aik din vo mil gae thy sare-e- rahguzar kahi… Aik din vo mil gae thy sare-e- rahguzar kahi… Phir dil nay beth ny na diya umar bhar kahi..
Yahi han na tumian mjsay bichar jany ki jaldi han… Yahi han na tumian mjsay bichar jany ki jaldi han… kabhi milna tmhry masly ka hal nikalaingy..
Hum tjhy bhol k kush baithy han… Hum tjhy bhol k kush baithy han… Hum say bedard koi kya hoga….??
Hain intaha -e- yad bhi ik ibadat-e-shouq.. Hain intaha -e- yad bhi ik ibadat-e-shouq.. Phir agae waha pay chaly thy jaha say hum…!!!
Hum hi main na thi koi bat jo yad na tm ko a saky Hum hi main na thi koi bat jo yad na tm ko a saky Tum nay humian bholadiya, hum hi nay tumhian bholasakian
Na gull khilay han na un say milay na mae pi Na gull khilay han na un say milay na mae pi Ajb rung main ab k bahar guxri han….
NAdeem tark-e- mohbat ko aik umer hoi.. NAdeem tark-e- mohbat ko aik umer hoi.. main ab bhi soch raha hun k bhoool jao usy….!!!