Asra day ke to mera ashk na cheen
Asra day ke to mera ashk na cheen Asra day ke to mera ashk na cheen yahi leday k bacha han mjhy main….
Asra day ke to mera ashk na cheen Asra day ke to mera ashk na cheen yahi leday k bacha han mjhy main….
Un say bhichar gae to mar jae gay Un say bhichar gae to mar jae gay Bla’a ka khouf tha magar howa kuch bhi nai…
Yay bhi acha howa ke usy hasil na kar sake hum Yay bhi acha howa ke usy hasil na kar sake hum Humra ho kar bichar jata to qayamat hti…
Bewafa tm thy, tm thy ya muqadar mera Bewafa tm thy, tm thy ya muqadar mera Baat han yay bas anjam judai nikla….
Juda ho kar bhi jee raha ho main muddato say Juda ho kar bhi jee raha ho main muddato say Kabhi dono hi khety thy yon ho nai skata…
Khamishi say ada ho rasm-e- doori Khamishi say ada ho rasm-e- doori Koi hungama barpa q kare hum….
Khani m koi rad-o-badal kar Khani m koi rad-o-badal kar Mera tjh say bichrna banta nai….
Ana’a kay mor py bichre to hamsafar na mily… Ana’a kay mor py bichre to hamsafar na mily… Hum aik shehar main rah kr bhi umar bhar na mile
A ky to jhanjor mj ko isq ka izhar kar, A ky to jhanjor mj ko isq ka izhar kar, Mudato say so raha ho nind say bedar kar…
Mohbat m suna tm kud to bewafa ho, Mohbat m suna tm kud to bewafa ho, Vo jo bhichra to tm mar q na gae…