Is barosy p kr rha hu Gunah
Is barosy p kr rha hu Gunah Is barosy p kr rha hu Gunah, Bakhssh dena tw teri fitrat hai..
Is barosy p kr rha hu Gunah Is barosy p kr rha hu Gunah, Bakhssh dena tw teri fitrat hai..
Aik Mudat k baad hum na ye jana ae Khuda Aik Mudat k baad hum na ye jana ae Khuda, Ishq teri Zaat sa sacha hai, baqi sab Afsany..
Ya rab teri Shan Jal-e-jala ha Ya rab teri Shan Jal-e-jala ha, Meri man Rizq-e-Hilal hai, Meri Ajzi ko karo Qabool, Meri Zindagi ka swaal hai..
Koi Zabt de na jalal de, Mjh bas itna kamal de Koi Zabt de na jalal de, Mjh bas itna kamal de, Mjh apni raah per dal de, K Zamana meri Misal Dy..
Jab main kehta hu Ya’Allah mera hal dekh Jab main kehta hu Ya’Allah mera hal dekh, Hukam hota hai k apny nama-e-amal dekh..
Ehsas-e-Nidamat, Aik sajda aur Chasm-e-tar Ehsas-e-Nidamat, Aik sajda aur Chasm-e-tar, Aye Khuda kitna asan hai manana tjh ko..
Mit jai gunahon ka tasawar hi jahan sa Iqbal Mit jai gunahon ka tasawar hi jahan sa Iqbal, Agr ho jai yaqeen k Khuda dekh rha hai..
Toote hua rishty wo Jor deta hai Toote hua rishty wo Jor deta hai, Baat apna Rab per jo Chor deta hai, Us k Lutf-o-Karam k kya kehny, Lakhon mango crore deta hai..
Bazar to saja diye Milaad-e-Mustafa k wasty Bazar to saja diye Milaad-e-Mustafa k wasty, Pegham-e-Mustafa kya h ye hum na bhula dia..
Madina m aisi fiza lag rahi hai Madina m aisi fiza lag rahi hai, Ke jannat ki jesse hawa lag rhi hai, Madina pohanch kr Zamen ko jo dekha, Ye Janant ka jese pata lag rhi hai..