Wqt -e-ruksat ajab manzar tha meri nigah main
Wqt -e-ruksat ajab manzar tha meri nigah main, Wqt -e-ruksat ajab manzar tha meri nigah main, Vo bhi ro raha tha jisy gham na tha judai ka
Wqt -e-ruksat ajab manzar tha meri nigah main, Wqt -e-ruksat ajab manzar tha meri nigah main, Vo bhi ro raha tha jisy gham na tha judai ka
Rang Badal k rah gaya gulshan rozgar bhi Rang Badal k rah gaya gulshan rozgar bhi Hum say khafa vo kya hoye roth gae bahar bhi..
Bohat han mohbat k shehar main Bohat han mohbat k shehar main Aik Bar bichar jae dobara nai milty
Bat muqadar par akar ruki han warna.. Bat muqadar par akar ruki han warna.. Koi kasar to na chori thi tjhy chachny main…
Nishani jo tujhy di thi juda hoty hoye.. Nishani jo tujhy di thi juda hoty hoye.. Pehan ke a vohi kangan dill tujhy yaad karta han,,,
Socha tha us say bicharngy to mar jae gay Socha tha us say bicharngy to mar jae gay Jan lewa khaouf tha bas howa kuch nai…
Koi sawal jo poochy to kya kaho usy Koi sawal jo poochy to kya kaho usy Bicharny wala sabab to bata judai ka…
yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. Jo gaya vo phir na aya meri bat man jao….
To dill pe bojh lay k mulaqat ko na ao, To dill pe bojh lay k mulaqat ko na ao, Milna han is tarha to bhicharna qabol han…
Hijar ki ad main chup chap jaly thy do dill Hijar ki ad main chup chap jaly thy do dill Kuch qasoor is m meri jan mery halat ka tha…