Wo jis k lia ankhon ko lal kr dala
Wo jis k lia ankhon ko lal kr dala Wo jis k lia ankhon ko lal kr dala, Usi na chor kr mjh ko kamal kr dala..
Wo jis k lia ankhon ko lal kr dala Wo jis k lia ankhon ko lal kr dala, Usi na chor kr mjh ko kamal kr dala..
Adat mjh andheron sa darny ki dal kr Adat mjh andheron sa darny ki dal kr, Aik shaks meri zindagi ko raat kr gya..
Han yad aya, us k akhri alfaz yahi thy Han yad aya, us k akhri alfaz yahi thy, Ab jee sako tw jee lo, par mar jao tw bhtr ha..
Lehja-e-yar main Zehar hai bichu ki tarah Lehja-e-yar main Zehar hai bichu ki tarah, Wo mjh ap tw kehta ha magar tu ki tarah..
Humary paon m tw tm na Zanjeer-e-wafa dali Humary paon m tw tm na Zanjeer-e-wafa dali, Tmhary hath sa kyon Rishta Mehr-o-Karam choota..
Tu mjh chor k jany laga tw yaqeen aya h Tu mjh chor k jany laga tw yaqeen aya h, Sanson k siwa kuch b tw zarori nahi hota..
Aye tw yun k jaisa hamesha thy mehrban Aye tw yun k jaisa hamesha thy mehrban, Bhooly tw yun k goya kabi Ashna na thy..
Wo kehta hai bohat hi majborian hain waqt ki Wo kehta hai bohat hi majborian hain waqt ki, Saaf lafzon m khd ko bewafa nahi kehta..
Na shifa mily, na dawa mily, jo dil m dard utha kry Na shifa mily, na dawa mily, jo dil m dard utha kry, Tu jo maut ki kary Arzu, teri Umar aur daraz ho..
Abtida wo th k jeena tha Muhabbat m Muhaal Abtida wo th k jeena tha Muhabbat m Muhaal, Inteha ye h k ab marna b Mushkil hai..