Juda ho kar bhi jee raha ho main muddato say
Juda ho kar bhi jee raha ho main muddato say Juda ho kar bhi jee raha ho main muddato say Kabhi dono hi khety thy yon ho nai skata…
Juda ho kar bhi jee raha ho main muddato say Juda ho kar bhi jee raha ho main muddato say Kabhi dono hi khety thy yon ho nai skata…
Khamishi say ada ho rasm-e- doori Khamishi say ada ho rasm-e- doori Koi hungama barpa q kare hum….
Khani m koi rad-o-badal kar Khani m koi rad-o-badal kar Mera tjh say bichrna banta nai….
A ky to jhanjor mj ko isq ka izhar kar, A ky to jhanjor mj ko isq ka izhar kar, Mudato say so raha ho nind say bedar kar…
Mohbat m suna tm kud to bewafa ho, Mohbat m suna tm kud to bewafa ho, Vo jo bhichra to tm mar q na gae…
Awaz main thehrao tha, ankhian m nami si thi, Awaz main thehrao tha, ankhian m nami si thi, Aur khe raha tha mian nay sab kuch bholadia….
Maloom hta han bhol gae ho shahid Maloom hta han bhol gae ho shahid sabar to kisi main is qadar nai hta..
Suna han log jaha khae waha milty ha.. Suna han log jaha khae waha milty ha.. M tjhy khud me talash karta ho..
Barish aur Muhabbat dono hi bht Yadgar hoty hain Barish aur Muhabbat dono hi bht Yadgar hoty hain, Farq sirf itna hai, Barish m jism Bheeg jata ha aur Muhabbat m ankhain..
Kya rog dy gai hai ye Naye Mousam ki barish Kya rog dy gai hai ye Naye Mousam ki barish, Mjh yad aa rhy hain Mjh bhool jany waly..