Bat muqadar par akar ruki han warna
Bat muqadar par akar ruki han warna.. Bat muqadar par akar ruki han warna.. Koi kasar to na chori thi tjhy chachny main…
Bat muqadar par akar ruki han warna.. Bat muqadar par akar ruki han warna.. Koi kasar to na chori thi tjhy chachny main…
Socha tha us say bicharngy to mar jae gay Socha tha us say bicharngy to mar jae gay Jan lewa khaouf tha bas howa kuch nai…
Kya yay chandni ratian youhni lout jaegi Kya yay chandni ratian youhni lout jaegi Kya na asako gi tm kisi bhanay say..??
Koi sawal jo poochy to kya kaho usy Koi sawal jo poochy to kya kaho usy Bicharny wala sabab to bata judai ka…
yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. yay judai ke hain rasty bari dar tak gae han.. Jo gaya vo phir na aya meri bat man jao….
To dill pe bojh lay k mulaqat ko na ao, To dill pe bojh lay k mulaqat ko na ao, Milna han is tarha to bhicharna qabol han…
Ye theek han nahi marta koi judai main Ye theek han nahi marta koi judai main Khuda kisi ko kisi say magar juda na karian…
Hijar ki ad main chup chap jaly thy do dill Hijar ki ad main chup chap jaly thy do dill Kuch qasoor is m meri jan mery halat ka tha…
Yun phir raha han kanch ka peikar liye hoye Yun phir raha han kanch ka peikar liye hoye Ghafil ko guman han key pathar na ae ga…
Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Bari dair tak qurbatun ka guman raha… Mjhy yun lga k to aj bhi mery pass han….