Wo Chand hai tw Aks bhi pani m aye ga
Wo Chand hai tw Aks bhi pani m aye ga Wo Chand hai tw Aks bhi pani m aye ga, Qirdar khd ubhar k kahani m aye ga…
Wo Chand hai tw Aks bhi pani m aye ga Wo Chand hai tw Aks bhi pani m aye ga, Qirdar khd ubhar k kahani m aye ga…
Dekh kr b tery jalwe nahi daikhy jaty Dekh kr b tery jalwe nahi daikhy jaty, Woi pabandie Adaab-e-Nazar hai k jo thi…
Youn phir raha ha Kanch ka Pekar liye hua Youn phir raha ha Kanch ka Pekar liye hua, Ghalaf ko ye gaman h k pathar na ae ga..
Elahi Aabru rakhna bara Nazuk Zamana hai Elahi Aabru rakhna bara Nazuk Zamana hai,, Dilon m kufar rakhty hain Bazahir Dostana hain…
Khuda Aisa Ehsas ka nam hai Khuda Aisa Ehsas ka nam hai, Rahay Samna aur Dikhai na dy..
Khuda ko Bhool gy Log Fikar-e-Rozi m Khuda ko Bhool gy Log Fikar-e-Rozi m, Talash Rizq ki hai “Raziq” ka khayal nahi..
Kaisa Nabi, kaisa Khuda Kaisa Nabi, kaisa Khuda, Paisa Nabi, Paisa Khuda..
Admi ne pori jannat har di Admi ne pori jannat har di, Sirf aik dandum k dany per..
Tery ikhtyaar m kya nahi Mjh is tarah Nawaz dy Tery ikhtyaar m kya nahi Mjh is tarah Nawaz dy, Meri yun Dua’n Qabool kr k mere lab p koi dua na ho..
Sajdon k iwaz firdos Mily yeh bat mjh Manzoor nahi Sajdon k iwaz firdos Mily yeh bat mjh Manzoor nahi, Be-Laur ibadaat krta hu, banda hu tera Mazdoor nahi..