Kucha-e-Ishq main nikal aya
Kucha-e-Ishq main nikal aya Kucha-e-Ishq main nikal aya, Jis ko Khana-kharab hona tha..
Kucha-e-Ishq main nikal aya Kucha-e-Ishq main nikal aya, Jis ko Khana-kharab hona tha..
Ghazab h wo Zidi bary hogy Ghazab h wo Zidi bary hogy,, Main leta to uth k khary hogy..
Chala tha Zikr Zamany ki bewafai ko Chala tha Zikr Zamany ki bewafai ko, Soo aa gya h tmhra khyaal waisa hi..
Chahiye khd p yaqeen-e-kamil Chahiye khd p yaqeen-e-kamil, Housla kis ka bharhata h koi..
Musafiron sa muhabbat ki bt kr lekin Musafiron sa muhabbat ki bt kr lekin, Musafiron ki muhabbat ka aitbar na kr..
Wo zehr dta tw sab ki nigahon m aa jata Wo zehr dta tw sab ki nigahon m aa jata, Soo ye kia k mjh waqt p dawayen na deen..
Tjh sa milna ko beqarar tha dil Tjh sa milna ko beqarar tha dil, Tjh sa mil kr b beqarar rha..
Ulti hogai sab tadberain kuch na dawa ny kam kiya Ulti hogai sab tadberain kuch na dawa ny kam kiya,, Dekho is bemari-e-dil ny akhir kaam tamam kiya..
Zindagi yun e bht kam h Muhabbat k lia Zindagi yun e bht kam h Muhabbat k lia,, Rooth kr waqt ganwane ki zarort kya hai..
Insaa k pardy m ye kya zulm h yaro Insaa k pardy m ye kya zulm h yaro, Dety ho saza aur khata aur h kuch h..