Be wafa waqt tha, woh thay ya muqaddar mera
Be wafa waqt tha, woh thay ya muqaddar mera Be wafaa waqt tha, woh thay ya muqadar mera Bat jo bhi thi beharhaal anjam judaee nikla
Be wafa waqt tha, woh thay ya muqaddar mera Be wafaa waqt tha, woh thay ya muqadar mera Bat jo bhi thi beharhaal anjam judaee nikla
Thokerain kha ker bhi na sanbhley tu musafir ka naseeb Thokrain kha kr bi na sambhley tu musafir ka naseeb Warna rahon kay pathar tu apna farz ada kertey hain
Bohat qareeb sey anjaan ban ke guzra hay Bohat qareb sey anjan ban ke guzra hay Vo jo door say pehchan liya kerta tha
Jub saza dey hi chukey ho tu haal na poocho Jub saza day hi chukay ho tu hal na pocho Hum agar be gunah niklay tu tumhain afsos hoga
Bint-e Hawwa ke naram lehjey ney Bint-e Hawa ke naram lehjay ney Ibn-e Adam bigard rakhy hain
Fatoor hota hey her umar main juda juda Fator hta hay her umar main juda juda Khiloney, ishq, paisa aur phir Khuda Khuda
Haan theek hey, main apni anaa ka mareez hoon Han thek hain, main apni ana ka marez hon Akhir meray mizaaj main ku dakhal day koi
Nahi tum se koi shikayat bus etni si eiltija hai Nahi tm se koi shikyat bus itni si iltija hai Jo hal ker gaye ho kabhi dekhney mat ana
Usay shaq hai ke hum un ke liye jaan nahi de sakty Usay shaq hai ke hum un ke liye jan nai day sakty Mjhy khuf hai ke roye gea vo boht hamy azmany k bad
Do ghardy moyesr ho us ka humsafar hona Do ghari moyesr ho us ka humsafar hona Phir hamy gawara hai apna deir badeir hona