Agr tjh kuch hua nahi hai
Agr tjh kuch hua nahi hai Agr tjh kuch hua nahi hai, To dekh m b mara nahi hu..
Agr tjh kuch hua nahi hai Agr tjh kuch hua nahi hai, To dekh m b mara nahi hu..
Dil tw kya chez hai hm roh m utry hoty Dil tw kya chez hai hm roh m utry hoty, Tm ny chaaha hi nahi chahny walon ki tarah..
Wo jis k lia ankhon ko lal kr dala Wo jis k lia ankhon ko lal kr dala, Usi na chor kr mjh ko kamal kr dala..
Han yad aya, us k akhri alfaz yahi thy Han yad aya, us k akhri alfaz yahi thy, Ab jee sako tw jee lo, par mar jao tw bhtr ha..
Adat mjh andheron sa darny ki dal kr Adat mjh andheron sa darny ki dal kr, Aik shaks meri zindagi ko raat kr gya..
Lehja-e-yar main Zehar hai bichu ki tarah Lehja-e-yar main Zehar hai bichu ki tarah, Wo mjh ap tw kehta ha magar tu ki tarah..
Humary paon m tw tm na Zanjeer-e-wafa dali Humary paon m tw tm na Zanjeer-e-wafa dali, Tmhary hath sa kyon Rishta Mehr-o-Karam choota..
Tu mjh chor k jany laga tw yaqeen aya h Tu mjh chor k jany laga tw yaqeen aya h, Sanson k siwa kuch b tw zarori nahi hota..
Aye tw yun k jaisa hamesha thy mehrban Aye tw yun k jaisa hamesha thy mehrban, Bhooly tw yun k goya kabi Ashna na thy..
Wo kehta hai bohat hi majborian hain waqt ki Wo kehta hai bohat hi majborian hain waqt ki, Saaf lafzon m khd ko bewafa nahi kehta..