Sari zindagi jo rakha rishton ka bharam
Sari zindagi jo rakha rishton ka bharam Sari zindagi jo rakha rishton ka bharam, Koi apny siwa magar apna nahi hota..
Sari zindagi jo rakha rishton ka bharam Sari zindagi jo rakha rishton ka bharam, Koi apny siwa magar apna nahi hota..
Ghar bana kr wo mere dil m chor gya hai Ghar bana kr wo mere dil m chor gya hai, Na khd rehta ha na kisi aur ko basny deta ha..
Gila banta hi nahi un sa be-rukhi ka Gila banta hi nahi un sa be-rukhi ka, Dil hi tw tha, bhar gya hoga..
Pagal pan ki sari lakeerain mery hath m kyun Pagal pan ki sari lakeerain mery hath m kyun, Jis ko chahu main hi chahu, main ho chahu kyun..
Bohat naz tha mjh chahny walon p magar Bohat naz tha mjh chahny walon p magar, Main azeez tha sb ko magar zarort k lia..
Waqt taizi sa badal gya Waqt taizi sa badal gya , Tm waqt sa b taiz nikly..
Afsos thk sahi tery badal jana ka Afsos thk sahi tery badal jana ka, Teri baton ny magar jeena skihaya ha..
Wo jazbon ki tijarat thi, ye Dil kuch aur smjha tha Wo jazbon ki tijarat thi, ye Dil kuch aur smjha tha, Usa hansny ki adat thi, ye Dil kuch aur smjha tha,, Mjh wo dekh kr aksar, nigahain phair leta tha, Wo dar-e-parda haqarat thi, ye Dil kuch aur smjha tha..
Log aisa wafa nahi krty Log aisa wafa nahi krty, Jaisa bachy gunah nahi krty..
Ruswaiyon ka ap ko aya ha ab khyaal Ruswaiyon ka ap ko aya ha ab khyaal, Hum ny tw apny dost b dushman bana liya..