Saza ban jati hain guzry hua waqt ki Yadain
Saza ban jati hain guzry hua waqt ki Yadain Saza ban jati hain guzry hua waqt ki Yadain, Jany kyu log matlb k lia Mehrban hoty hain..
Saza ban jati hain guzry hua waqt ki Yadain Saza ban jati hain guzry hua waqt ki Yadain, Jany kyu log matlb k lia Mehrban hoty hain..
Pichly baras tha khof tjh kho na dun Pichly baras tha khof tjh kho na dun, Ab k baras dua h tera samna na ho..
Bewafai sa Be niazi tk Bewafai sa Be niazi tk, Koi tohmat tw us k sar jati..
Ye na poch k Shikaytain kitni hain Tjh sa Ye na poch k Shikaytain kitni hain Tjh sa, Ye bta k tera aur koi Sitam baqi tw nahi..
Jo kabi Bepanah chahta tha Jo kabi Bepanah chahta tha, Ab mjh sa panah chahta hai..
Bht dino say tha us ko na dekhny ka rajh Bht dino say tha us ko na dekhny ka rajh Jo aj dakha to kuch or bhi malaal howa….
Bara maza ho jo Mehshar m hum karain Shikwa Bara maza ho jo Mehshar m hum karain Shikwa, Wo Minaton sa kahain Chup rho Khuda k lia..
Kya sunaty ho k hai Hijar m jeena mushkil Kya sunaty ho k hai Hijar m jeena mushkil, Tum sa bereham pe marna sa hoga..
Vo jis k hijr main b lazat hai.. Vo jis k hijr main b lazat hai… Jo kabhi a mila to saat-e-visal kya hoga
Jis ka ik misrah main ho orr ik tm Jis ka ik misrah main ho orr ik tm Bs vohi sher mukamal nai honay wala