Hai ishq ki manzil m haal k jaisy
Hai ishq ki manzil m haal k jaisy Hai ishq ki manzil m haal k jaisy, Lut jai kahin raah m saman kisi ka..
Hai ishq ki manzil m haal k jaisy Hai ishq ki manzil m haal k jaisy, Lut jai kahin raah m saman kisi ka..
Ye kaisa khawab tha jhatka sa laga dil ko Ye kaisa khawab tha jhatka sa laga dil ko, K ek Shakhs Pareshan tha meri Talash m..
Wo shaks jis ko meri Zindagi m ana tha Wo shaks jis ko meri Zindagi m ana tha, Suna h us k taaqub m Zamana tha..
Apni ankhon ko Noch dalon ga Apni ankhon ko Noch dalon ga, Khawab aya jo phr Muhabbat ka..
Aziyat jo Dil ko deta ha Musalsal Aziyat jo Dil ko deta ha Musalsal, Meri Ankhon sy Chehra wo hata do..
Jb sy mery yaar ny badli h hakomat Jb sy mery yaar ny badli h hakomat, Mery dil ki mayishat ka Bura hal hua ha..
Pehli thi bary shehr m tanhai ki batain Pehli thi bary shehr m tanhai ki batain, Shayed koi Dewar k pechy b khra tha..
M jahan rehta hu, Gr koi nahi M jahan rehta hu, Gr koi nahi, Dasht hi Dasht h, Dar koi nahi..
Jee m ha ab kisi Darwazy p Dastak dy du Jee m ha ab kisi Darwazy p Dastak dy du,, Aur phir pochu k Aye shakhs “mera gr h yehi”?
Sham hi sy Bhuja sa rehta ha Sham hi sy Bhuja sa rehta ha, Dil hua Chiraagh muflis ka..